Gaming logo kaise banaye |
Namaskar dosto aaj ke time me har koi gaming streem kar raha. Lekin bahut saare log logo create nahi kar paate. Dosto aaj ke es artical ko padkar aap apne channel ke liye bahut achha Gaming logo create kar skte ho ..
To dosto jaise jaise mai bata raha hu aap un sabhi step ko follow karte rahana
To dosto sbse phle aapko PicsArt application download karke open kar lena hai uske baad aapko create waale option pe click karna hai uske baad appko jo background select karna hai us background ko select kar lena uske baad aapko ek tools ka option dhikhega aapko us par click karna hai uske baad uska resulation ko change kar lena hai resulation aapko width (800) aur Hight ko aapko ( 800 ) kar lena hai uske baad right scroll karna hai uske baad aapko ek draw ✏️ ka option milega aapko us par click karna hai uske baad aapko shapes pe click karna hai uske circle ⭕ ko select kar colour ko select kar ek shape create kar lena hai uske baad aapko sticker waale option par click karke search baar me aapko PUBG LOGO YA MASCOT LOGO search kar lena hai uske baad aapko Jo pasand aaye aap use download karke add kar lena uske aap use sahi se fit kar dena
Abb apaka logo create ho jayega uske baad logo ban jaane ke baad save pe click karke logo save kar lena...
That's it.
Nahi to dosto agar es par aapko full video dhekhana hai to aap hamare channel pe jaa ke dekh skte hai
Us video ka link - https://youtu.be/NQPDC5FTbFU
#gaminglogo #ankitmaurya #logo